GAM DIYE MUSTAQIL SONG LYRICS
Shahjehan is a 1946 film directed by Abdul rasid kardar starring K.L saigak,ragini,kanwar nasreen and P.jairaj.The lyrics were penned by majrooh sultanpuri and the music director was naushad.listen to these medlodious songs and have a great time
tittle |
Gam diye mustaqil,itnaa naazuk hai dil,ye na jaana |
film |
shahjehan |
Music director |
naushad |
lyricist |
Majrooh sultanpuri |
singer |
saigal |
gam diye mustaqil, itna naazuk
hai dil, ye na jaana
haay haay ye zaalim zamana
de uthe daag lo unse ai mahalo kah sunana
haay haay ye zaalim zamana
dil ke haatho se daaman chhuda kar
gam ki nazaro se nazare bacha kar
il ke haatho se daaman chhuda kar
gam ki nazaro se nazare bacha kar
uthke vo chal diye, kahte hi rah gaye ham fasana
haay haay ye zaalim zamaanaa
koi meri ye rudaad dekhe, ye mohabbat ki bedaad dekhe
koi meri ye rudaad dekhe, ye mohabbat ki bedaad dekhe
phuk raha hai jigar, pad raha hai magar muskurana
haay haay ye zaalim zamaanaa
gam diye mustaqil, itna naazuk hai dil, ye na jaana
haay haay ye zaalim zamana
No comments