Main
zindagi ka sath nibhaata –Him dono-mohammed rafi-dev Anand-HD
movie
Hum dono
music
jaidev
lyrics
Sahir ludhiyanvi
singers
Mohammed rafi
Main Zindagi Ka
Saath Nibhaata Chala Gaya Har Fikar Ko Dhein Mein Udata Chala Gaya Har Fikar Ko Dhein Mein Uda... Barbadiyon Ka Shok Manana Fizul Tha-2 Manana Fizul Tha-3 Barbadiyon Ka Jashan Manata Chala Gaya-2 Har Fikar Ko Dhein Mein Uda... Jo Mil Gaya Usi Ko Muqaddar Samajh Liya-2 Muqaddar Samajh Liya-2 Jo Kho Gaya Mein Usko Bhulata Chala Gaya Har Fikar Ko Dhein Mein Uda... Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mehsoos Ho Jahan-2 Na Mehsoos Ho Jahan-2 Main Dil Ko Us Muqaam Pe Laata Chala Gaya-2 Main Zindagi Ka Saath Nibhaata Chala Gaya Har Fikar Ko Dhein Mein Udata Chala Gaya.
No comments